Zindagi kyon itne imtehaan leti hai,
Main jawaab deta hu, yeh bar bar poochti hai.
Paagal na ho jao zindagi se main,
Mere toote dil mein fir Aashiqi jo dhondti hai.
Main jawaab deta hu, yeh bar bar poochti hai.
Paagal na ho jao zindagi se main,
Mere toote dil mein fir Aashiqi jo dhondti hai.
7 Comments:
Who is this german.. and does he understand urdu??!!
Anyway. Wah wah.
Hmm....kuch trutiyaan hain, magar acha hai :)
Zindagi kahaan imtihaan leti hai?
Tum jawaab do ya na do,
Chaahe ye baar hi baar poochti hai...
Dosh isko na do , apne andar utar ke dekho
Ye tumhaari awaaz hai jo Zindagi ke naam se bolti hai.
Guzarne waale ka pranaam.
ज़िन्दगी पर बड़ा बेदर्द यह इल्ज़ाम है
सवाल पूछना ही तो शीशे का काम है
Aashiqi ko aapse arz hai ..
Waqt ke bandh galiyo se
aapko dhon lega jarur !
Waqt hi toh aashiqi hai ..
kya malum kab gale lag jaaye
Wow!!! What luck! This is an amazing space! In fact, to me it's heavenly space. :) I lurrrveeeeeeee urdu kaafiyaa.. and romanticist poetry in urdu is simply heart-wrending... Thanks to Casa's blog, I ventured upon here. This is just awesomeeee :)
You guys write wonderfully! Keep it up. I have incidentally written urdu shayaris... have posted them on my blog.
But I dont know how to link it in this comment space. Would be wonderful to have feedback from fellow shaayers :)
Princesse: Thanks :)
Post a Comment
<< Home