Arz Kiya Hai

Aadha sher humne arz kiya hai,
Barabar ka hissa, mehfil se liya hai.

Friday, September 09, 2005

Haal hamara hai kuch aisa,
Jaise ki jalta parwana,
hai lekin bas ek farak, jo jaan na paaye zamana,
woh parwane tab jalte hain,
chadta hai jab unhe khumaar
par yeh shayar tab jalta hai, aata hai jab usse..
bukhaar..

- As quoted by a friend, Anshul (Punetha)

3 Comments:

Blogger Casablanca said...

"Par yeh shayar tab jalta hai,
Jab ho jaata hai usse pyaar"
??
How is that for an ending? ;)

September 09, 2005 11:14 AM  
Blogger Unknown said...

Humaara bhi aisa hi kuch haal hai.

September 09, 2005 11:16 AM  
Blogger Avyakt said...

wah wah wah wah...
Kya arz kiya hai huzooor

September 09, 2005 11:48 PM  

Post a Comment

<< Home